Skip to content
Chiraag e rah bujha kya keh rehnuma bhi gya

Chiraag e rah bujha kya keh rehnuma bhi gya, Parveen Shakir Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Apni ruswai tery naam ka charcha dekhun” ghazal. If you are looking for Parveen Shakir’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Apni ruswai tery naam ka charcha dekhun” which is a beautiful ghazal of Parveen Shakir. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Urdu Poetry of Parveen Shakir Ghazal of Parveen Shakir Sad Poetry of Parveen Shakir Love Poetry of Parveen Shakir Romantic Poetry of Parveen Shakir Parveen Shakir best poetry Chiraag e rah bujha kya keh rehnuma bhi gya Hawa kay sath musafir ka naqsh e pa bhi gya Main phool chunti rhi aur mujhy khabar na hui Wo shakhs aaky mery shehar sy chala bhi gya Bohat aziz sahi us ko meri dil daari Magar yeh hai keh kabhi dil mera dukha bhi gya Ab un dareechon py gehry dabiz pardy hain Wo tank jhank ka masoom silsila bhi gya Sab aaye meri ayaadat ko wo bhi aaya tha Jo sab gye tw mera dard e aashna bhi gya Yeh gurbatein meri aankhon mein kesi utri hain Keh khwab bhi mery rukhsat hain ratjaga bhi gya

Chiraag e rah bujha kya keh rehnuma bhi gya

چراغِ راہ بُجھا کیا کہ رہنما بھی گیا

Hawa kay sath musafir ka naqsh e pa bhi gya

ہوا کے ساتھ مسافر کا نقشِ پا بھی گیا

Main phool chunti rhi aur mujhy khabar na hui

میں پھول چُنتی رہی اور مجھے خبر نہ ہوئی

Wo shakhs aaky mery shehar sy chala bhi gya

وہ شخص آ کے مرے شہر سے چلا بھی گیا

Bohat aziz sahi us ko meri dil daari

بہت عزیز سہی اُس کو میری دل داری

Magar yeh hai keh kabhi dil mera dukha bhi gya

مگر یہ ہے کہ کبھی دل مرا دُکھا بھی گیا

Ab un dareechon py gehry dabiz pardy hain

اَب اُن دریچوں پہ گہرے دبیز پردے ہیں

Wo tank jhank ka masoom silsila bhi gya

وہ تانک جھانک کا معصوم سلسلہ بھی گیا

Sab aaye meri ayaadat ko wo bhi aaya tha

سب آئے میری عیادت کو وہ بھی آیا تھا

Jo sab gye tw mera dard e aashna bhi gya

جو سب گئے تو مرا دردِ آشنا بھی گیا

Yeh gurbatein meri aankhon mein kesi utri hain

یہ غُربتیں مری آنکھوں میں کیسی اُتری ہیں

Keh khwab bhi mery rukhsat hain ratjaga bhi gya

کہ خواب بھی مرے رخصت ہیں رَتجگا بھی گیا

Rimsha Ashraf
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!