Skip to content
Gulaab hath mein ho aankh mein sitara ho

Gulaab hath mein ho aankh mein sitara ho, Parveen Shakir Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Gulaab hath mein ho aankh mein sitara ho” ghazal. If you are looking for Parveen Shakir’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Gulaab hath mein ho aankh mein sitara ho” which is a beautiful ghazal of Parveen Shakir. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Gulab hathaUrdu Poetry of Parveen Shakir Ghazal of Parveen Shakir Sad Poetry of Parveen Shakir Love Poetry of Parveen Shakir Romantic Poetry of Parveen Shakir Parveen Shakir best poetry Gulaab hath mein ho aankh mein sitara ho Koi wajood e muhabbat ka ista,ara ho Main gehry pani ki us ro kay sath behti rahon Jazira ho kah muqabil koi kinara ho Kabhi kabhar usy dekh lein kahin mil lein Yeh kab kaha tha kah wo khush badan hamara ho Qasoor ho tw hamary hisaab mein likh jae Muhabbaton mein jo ehsaan ho tumhara ho Yeh itni raat gye kon dastakein de ga Kahin hawa ka hi us ny na roop dhara ho Ufaq tw kya hai dar e kehkashan bhi chu aayein Musafiron ko agar chaand ka ishara ho Main apny hisy kay sukh jisky naam kar dalon Koi tw ho jo mujhy us tarah ka pyara ho Agar wajood mein aahing hai tw wasal bhi hai Wo chahy nazam ka tukra ya nasar para ho mein ho aankh mein sitara ho

Gulaab hath mein ho aankh mein sitara ho

گلاب ہاتھ میں ہو آنکھ میں ستارہ ہو

Koi wajood e muhabbat ka ista,ara ho

کوئی وجودِ محبت کا اِستعارہ ہو

Main gehry pani ki us ro kay sath behti rahon

میں گہرے پانی کی اُس رو کے ساتھ بہتی رہوں

Jazira ho kah muqabil koi kinara ho

جزیرہ ہو کہ مُقابل کوئی کِنارہ ہو

Kabhi kabhar usy dekh lein kahin mil lein

کبھی کبھار اُسے دیکھ لیں کہیں مل لیں

Yeh kab kaha tha kah wo khush badan hamara ho

یہ کب کہا تھا کہ وہ خوش بدن ہمارا ہو

Qasoor ho tw hamary hisaab mein likh jae

قصور ہو تو ہمارے حساب میں لکھ جائے

Muhabbaton mein jo ehsaan ho tumhara ho

محبتوں میں جو احسان ہو تمہارا ہو

Yeh itni raat gye kon dastakein de ga

یہ اتنی رات گئے کون دستکیں دے گا

Kahin hawa ka hi us ny na roop dhara ho

کہیں ہوا کا ہی اُس نے نہ روپ دھارا ہو

Ufaq tw kya hai dar e kehkashan bhi chu aayein

اُفق تو کیا ہے درِ کہکشاں بھی چھو آئیں

Musafiron ko agar chaand ka ishara ho

مُسافروں کو اگر چاند کا اِشارا ہو

Main apny hisy kay sukh jisky naam kar dalon

میں اپنے حصے کے سُکھ جس کے نام کر ڈالوں

Koi tw ho jo mujhy us tarah ka pyara ho

کوئی تو ہو جو مجھے اُس طرح کا پیارا ہو

Agar wajood mein aahing hai tw wasal bhi hai

اگر وجود میں آہنگ ہے تو وصل بھی ہے

Wo chahy nazam ka tukra ya nasar para ho

وہ چاہے نظم کا ٹکڑا کہ نثر پارہ ہو

Rimsha Ashraf
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!