Skip to content
Quria e jaan mein koi phool khilany aaye

Quria e jaan mein koi phool khilany aaye, Parveen Shakir Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Quria e jaan mein koi phool khilany aaye” ghazal. If you are looking for Parveen Shakir’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Quria e jaan mein koi phool khilany aaye” which is a beautiful ghazal of Parveen Shakir. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Urdu Poetry of Parveen Shakir Ghazal of Parveen Shakir Sad Poetry of Parveen Shakir Love Poetry of Parveen Shakir Romantic Poetry of Parveen Shakir Parveen Shakir best poetry Quria e jaan mein koi phool khilany aaye Wo mery dil py naya zakham lagany aaye Mery weiran dareechon mein bhi khushbu jagy Wo mery ghar kay dar o baam sajany aaye Us sy ek bar tw rothon main usi ki manind Aur meri tarah sy wo mujh ko manany aaye Usi kochay mein kyi usky shanasa bhi tw hain Wo kisi aur sy milny kay bahany aaye Ab na pochon gi main khoye huye khwabon ka pata Wo agar aaye tw kuch bhi na batany aaye Zabt ki shahar panahon ki mery malik khair Gham ka sailaab agar mujhko bahany aaye

Quria e jaan mein koi phool khilany aaye

قریۂ جاں میں کوئی پھول کھلانے آئے

Wo mery dil py naya zakham lagany aaye

وہ مرے دل پہ نیا زخم لگانے آئے

Mery weiran dareechon mein bhi khushbu jagy

میرے ویران دریچوں میں بھی خوشبو جاگے

Wo mery ghar kay dar o baam sajany aaye

وہ مرے گھر کے در و بام سجانے آئے

Us sy ek bar tw rothon main usi ki manind

اُس سے اِک بار تو روٹھوں میں اُسی کی مانند

Aur meri tarah sy wo mujh ko manany aaye

اور مری طرح سے وہ مجھ کو منانے آئے

Isi kochay mein kyi usky shanasa bhi tw hain

اسی کوچے میں کئی اُس کے شناسا بھی تو ہیں

Wo kisi aur sy milny kay bahany aaye

وہ کسی اور سے ملنے کے بہانے آئے

Ab na pochon gi main khoye huye khwabon ka pata

اَب نہ پوچھوں گی میں کھوئے ہوئے خوابوں کا پتہ

Wo agar aaye tw kuch bhi na batany aaye

وہ اگر آئے تو کچھ بھی نہ بتانے آئے

Zabt ki shahar panahon ki mery malik khair

ضبط کی شہر پناہوں کی مرے مالک خیر

Gham ka sailaab agar mujhko bahany aaye

غم کا سیلاب اگر مجھ کو بہانے آئے

Rimsha Ashraf
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!