Skip to content
Khushi ki baat hai ya dukh ka manzar dekh sakti hon

Khushi ki baat hai ya dukh ka manzar dekh sakti hon, Parveen Shakir Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Khushi ki baat hai ya dukh ka manzar dekh sakti hon” ghazal. If you are looking for Parveen Shakir’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Khushi ki baat hai ya dukh ka manzar dekh sakti hon” which is a beautiful ghazal of Parveen Shakir. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Urdu Poetry of Parveen Shakir Ghazal of Parveen Shakir Sad Poetry of Parveen Shakir Love Poetry of Parveen Shakir Romantic Poetry of Parveen Shakir Parveen Shakir best poetry Khushi ki baat hai ya dukh ka manzar dekh sakti hon Teri awaaz ka chehra main chu kar dekh sakti hon Abhi tery labon py zikar e fasal e gul nhin aaya Magar ik phool khilty apny andar dekh sakti hon Mujhy teri muhabbat ny ajab ik roshni bakhshi Main is duniya ko ab pehly sy behtar dekh sakti hon Kinara dhondhny ki chah tak mujh mein nhin hogi Main apny ghar mein ik aesa samandar dekh sakti hon Wisaal o hijar ab yaksaan hain wo manzil hai chahat mein Main aankhyn band kar kay tujh ko aksar dekh sakti hon Abhi tery siwa duniya bhi hai mujood is dil mein Main khud ko kis tarah tery barabar dekh sakti hon

Khushi ki baat hai ya dukh ka manzar dekh sakti hon

خوشی کی بات ہے یا دکھ کا منظر دیکھ سکتی ہوں

Teri awaaz ka chehra main chu kar dekh sakti hon

تری آواز کا چہرہ میں چھو کر دیکھ سکتی ہوں

Abhi tery labon py zikar e fasal e gul nhin aaya

ابھی تیرے لبوں پہ ذکرِ فصلِ گل نہیں آیا

Magar ik phool khilty apny andar dekh sakti hon

مگر اِک پھول کھلتے اپنے اندر دیکھ سکتی ہوں

Mujhy teri muhabbat ny ajab ik roshni bakhshi

مجھے تیری محبت نے عجب اِک روشنی بخشی

Main is duniya ko ab pehly sy behtar dekh sakti hon

میں اِس دنیا کو اَب پہلے سے بہتر دیکھ سکتی ہوں

Kinara dhondhny ki chah tak mujh mein nhin hogi

کنارہ ڈھونڈنے کی چاہ تک مجھ میں نہیں ہوگی

Main apny ghar mein ik aesa samandar dekh sakti hon

میں اپنے گھر میں اِک ایسا سمندر دیکھ سکتی ہوں

Wisaal o hijar ab yaksaan hain wo manzil hai chahat mein

وصال و ہجر اِب یکساں ہیں وہ منزل ہے چاہت میں

Main aankhyn band kar kay tujh ko aksar dekh sakti hon

میں آنکھیں بند کر کے تجھ کو اکثر دیکھ سکتی ہوں

Abhi tery siwa duniya bhi hai mujood is dil mein

ابھی تیرے سوا دنیا بھی ہے موجود اِس دل میں

Main khud ko kis tarah tery barabar dekh sakti hon

میں خود کو کس طرح تیرے برابر دیکھ سکتی ہوں

Rimsha Ashraf
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!

× Click to WhatsApp