Hawaye taza mein phir jism o jaan basany ka
Hawaye taza mein phir jism o jaan basany ka, Parveen Shakir Ki Urdu Ghazal
This post provides ”Hawaye taza mein phir jism o jaan basany ka” ghazal. If you are looking for Parveen Shakir’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Hawaye taza mein phir jism o jaan basany ka” which is a beautiful ghazal of Parveen Shakir. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Hawaye taza mein phir jism o jaan basany ka
ہوائے تازہ میں پھر جسم و جاں بسانے کا
Dareecha kholein keh hai waqat usky aany ka
دریچہ کھولیں کہ ہے وقت اُس کے آنے کا
Asar hua nhin is par abhi zamany ka
اثر ہوا نہیں اِس پر ابھی زمانے کا
Yeh khwaab zaad hai kirdaar kis fasany ka
یہ خواب زاد ہے کردار کس فسانے کا
Kabhi kabhi wo humein bey sabab bhi milta hai
کبھی کبھی وہ ہمیں بے سبب بھی ملتا ہے
Asar hua nhin us par abhi zamany ka
اثر ہوا نہیں اُس پر ابھی زمانے کا
Abhi main aik mahaz e dagar py uljhi hon
ابھی میں ایک محاذِ دگر پہ الجھی ہوں
Chuna hai waqat yeh, kya mujhko aazmany ka
چنا ہے وقت یہ ، کیا مجھ کو آزمانے کا
Kuch is tarah ka pur israr hai tera lehja
کچھ اِس طرح کا پُر اسرار ہے ترا لہجہ
Keh jesy raaz kusha ho kisi khazany ka
کہ جیسے رازکشا ہو کسی خزانے کا
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!