Tu abhi rah-guzar mein hai qaid-e-muqam se guzar
Tu abhi rah-guzar mein hai qaid-e-muqam se guzar, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Tu abhi rah-guzar mein hai qaid-e-muqam se guzar” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Tu abhi rah-guzar mein hai qaid-e-muqam se guzar” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Tu abhi rah-guzar mein hai qaid-e-muqam se guzar
تو ابھی رہ گزر میں ہے قیدِ مقام سے گزر
Misr o Hijaz se guzar Paras o Sham se guzar
مصر و حجاز سے گزر پارس و شام سے گزر
Jiska amal hai be-gharz uski jaza kuch aur hai
جس کا عمل ہے بے غرض اُس کی جزا کچھ اور ہے
Hoor o Khayam se guzar, bada o jaam se guzar
حور و خیام سے گزر بادہ و جام سے گزر
Garche hai dilkusha bohat husn-e-farang ki bahaar
گرچہ ہے دل کشا بہت حسنِ فرنگ کی بہار
Taairak buland baam danah o daam se guzar
طائرک بلند بام دانہ و دام سے گزر
Koh-e-shagaaf teri zarb tujh se kushad sharq o gharb
کوہ شگاف تیری ضرب تجھ سے کشاد شرق و غرب
Taig-e-hilal ki tarah aish-e-nyaam se guzar
تیغِ ہلال کی طرح عیشِ نیام سے گزر
Tera imam be-huzoor, teri namaaz be-surur
تیرا امام بے حضور تیری نماز بے سرور
Aisi namaaz se guzar aise imam se guzar
ایسی نماز سے گزر ایسے امام سے گزر
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post