Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi
Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi
خرد کے پاس خبر کے سوا کچھ اور نہیں
Tera ilaaj nazar ke siwa kuch aur nahi
ترا علاج نظر کے سوا کچھ اور نہیں
Har ik muqam se aage muqam hai tera
ہر اک مقام سے آگے مقام ہے تیرا
Hayat zauq-e-safar ke siwa kuch aur nahi
حیات ذوقِ سفر کے سوا کچھ اور نہیں
Giraan baha hai to hifz-e-khudi se hai warna
گراں بہا ہے تو حفظ خودی سے ہے ورنہ
Gehar mein aab-e-gehar ke siwa kuch aur nahi
گہر میں آبِ گہر کے سوا کچھ اور نہیں
Ragon mein gardish-e-khoon hai agar to kya hasil
رگوں میں گردشِ خوں ہے اگر تو کیا حاصل
Hayat soz-e-jigar ke siwa kuch aur nahi
حیات سوزِ جگر کے سوا کچھ اور نہیں
Aroos lala munasib nahi hai mujh se hijab
عروس لالہ مناسب نہیں ہے مجھ سے حجاب
Ke mein naseem-e-sahar ke siwa kuch aur nahi
کہ میں نسیمِ سحر کے سوا کچھ اور نہیں
Jise kasad samajhte hain tajiran-e-firang
جسے کساد سمجھتے ہیں تاجرانِ فرنگ
Woh shay mataa-e-hunar ke siwa kuch aur nahi
وہ شے متاعِ ہنر کے سوا کچھ اور نہیں
Bara kareem hai Iqbal be-nawa lekin
بڑا کریم ہے اقبال بے نوا لیکن
Ata-e-shola sharar ke siwa kuch aur nahi
عطائے شعلہ شرر کے سوا کچھ اور نہیں
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post