Sitaron sy aagy jahan aur bhi hain
Sitaron sy aagy jahan aur bhi hain, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Sitaron sy aagy jahan aur bhi hain” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Sitaron sy aagy jahan aur bhi hain” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Sitaron sy aagy jahan aur bhi hain
ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں
Abhi ishq kay imtehan aur bhi hain
ابھی عشق کے امتحاں اور بھی ہیں
Tahi zindagi sy nhin yeh fizayein
تہی زندگی سے نہیں یہ فضائیں
Yahan saikaron karwan aur bhi hain
یہاں سیکڑوں کارواں اور بھی ہیں
Qana,at na kar aalam e rung o bu par
قناعت نہ کر عالمِ رنگ و بو پر
Chaman aur bhi aashiyan aur bhi hain
چمن اور بھی آشیاں اور بھی ہیں
Agar khu gya ik nasheman tw kya gum
اگر کھو گیا اِک نشیمن تو کیا غم
Maqamat aah o figan aur bhi hain
مقامات آہ و فغاں اور بھی ہیں
Tu shaheen hai parwaz hai kam tera
تو شاہیں ہے پرواز ہے کام تیرا
Tery samny aasman aur bhi hain
ترے سامنے آسماں اور بھی ہیں
Isi roz o shab mein ulajh kar na reh ja
اِسی روز و شب میں اُلجھ کر نہ رہ جا
Keh tery zaman o makan aur bhi hain
کہ تیرے زمان و مکاں اور بھی ہیں
Gye din keh tanha tha main anjuman mein
گئے دن کہ تنہا تھا میں انجمن میں
Yahan ab mery razdan aur bhi hain
یہاں اب مرے رازداں اور بھی ہیں
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post