Skip to content
Tujhe yaad kya nahin hai mere dil ka woh zamana

Tujhe yaad kya nahin hai mere dil ka woh zamana, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Tujhe yaad kya nahin hai mere dil ka woh zamana” ghazal. If you are looking for Allama  Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Tujhe yaad kya nahin hai mere dil ka woh zamana” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Tujhe yaad kya nahin hai mere dil ka woh zamana, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal

Tujhe yaad kya nahin hai mere dil ka woh zamana

تجھے یاد کیا نہیں ہے مرے دل کا وہ زمانہ

Woh adab gah muhabbat woh nigaah ka taziyana

وہ ادب گہ محبت وہ نگہ کا تازیانہ

Yeh butan-e-asr-e-haazir ke bane hain madrase mein

یہ بتانِ عصرِ حاضر کہ بنے ہیں مدرسے میں

Nah adaaye kafirana nah tarash-e-azrana

نہ ادائے کافرانہ نہ تراشِ آزرانہ

Nahin is khuli fiza mein koi gosha-e-faraqat

نہیں اس کھلی فضا میں کوئی گوشۂ فراغت

Yeh jahan ajab jahan hai nah qafas nah aashiana

یہ جہاں عجب جہاں ہے نہ قفس نہ آشیانہ

Rag-e-taak muntazir hai teri barish-e-karam ki

رگِ تاک منتظر ہے تری بارشِ کرم کی

Ke ajam ke may kadon mein nah rahi may Meghana

کہ عجم کے مے کدوں میں نہ رہی مے مغانہ

Mere ham safir ise bhi asar-e-bahar samjhe

مرے ہم صفیر اسے بھی اثرِ بہار سمجھے

Inhen kya khabar ke kya hai yeh nava-e-aashiqana

انہیں کیا خبر کہ کیا ہے یہ نوائے عاشقانہ

Mere khaak o khoon se toh ne yeh jahan kya hai paida

مرے خاک و خوں سے تو نے یہ جہاں کیا ہے پیدا

Silah-e-shaheed kya hai tab o taab-e-jawdana

صلۂ شہید کیا ہے تب و تابِ جاودانہ

Teri banda parvari se mere din guzar rahe hain

تری بندہ پروری سے مرے دن گزر رہے ہیں

Nah gilah hai doston ka nah shikayat-e-zamana

نہ گلہ ہے دوستوں کا نہ شکایتِ زمانہ

Rimsha Ashraf
Rimsha Ashraf
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!

× Click to WhatsApp