Na aate hamein is mein takraar kya thi
Na aate hamein is mein takraar kya thi, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Na aate hamein is mein takraar kya thi” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Na aate hamein is mein takraar kya thi” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Na aate hamein is mein takraar kya thi
نہ آتے ہمیں اِس میں تکرار کیا تھی
Magar wada karte hue aar kya thi
مگر وعدہ کرتے ہوئے عار کیا تھی
Tumhare pyami ne sab raaz khola
تمہارے پیامی نے سب راز کھولا
Khata is mein bande ki sarkar kya thi
خطا اِس میں بندے کی سرکار کیا تھی
Bhari bazam mein apne aashiq ko taara
بھری بزم میں اپنے عاشق کو تاڑا
Teri aankh e masti mein hashiyar kya thi
تری آنکھِ مستی میں ہشیار کیا تھی
Tamal to tha unko aane mein qasid
تأمل تو تھا ان کو آنے میں قاصد
Magar yeh bata tarz e inkaar kya thi
مگر یہ بتا طرزِ انکار کیا تھی
Khinchy khud bakhud janib e taur e Musaa
کھنچے خود بخود جانبِ طور موسیٰ
Kashish teri ae shoq e deedaar kya thi
کشش تیری اے شوقِ دیدار کیا تھی
Kahin zikar rehta hai Iqbal tera
کہیں ذکر رہتا ہے اقبالؔ تیرا
Fasoon tha koi teri guftaar kya thi
فسوں تھا کوئی تیری گفتار کیا تھی
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post