Meri nawaye shauq se shor harim e zaat mein
Meri nawaye shauq se shor harim e zaat mein, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Meri nawaye shauq se shor harim e zaat mein” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Meri nawaye shauq se shor harim e zaat mein” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Meri nawaye shauq se shor harim e zaat mein
میری نوائے شوق سے شور حریمِ ذات میں
Ghulgula haye al-amaan but-kadeh sifaat mein
غلغلہ ہائے الاماں بت کدۂ صفات میں
Hoor o farishta hain asir mere takhayyulat mein
حور و فرشتہ ہیں اسیر میرے تخیلات میں
Meri nigaah se khalal teri tajalliyat mein
میری نگاہ سے خلل تیری تجلیات میں
Garche hai meri justuju deir o haram ki naqsh band
گرچہ ہے میری جستجو دیر و حرم کی نقش بند
Meri fughan se rastakhiz ka'bah o somnath mein
میری فغاں سے رستخیز کعبہ و سومنات میں
Gah meri nigaah tez cheir gayi dil e wujood
گاہ مری نگاہ تیز چیر گئی دلِ وجود
Gah ulajh ke rah gayi, mere tohmat mein
گاہ اُلجھ کے رہ گئی ، میرے توہمات میں
Tu ne yeh kiya ghazab kiya mujh ko bhi faash kar diya
تو نے یہ کیا غضب کیا مجھ کو بھی فاش کر دیا
Main hi toh ek raaz tha, seena e kaainaat mein
میں ہی تو ایک راز تھا ، سینۂ کائنات میں
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post