Khudi ho ilm se mehkum to ghairat e Jibril
Khudi ho ilm se mehkum to ghairat e Jibril, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Khudi ho ilm se mehkum to ghairat e Jibril” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Khudi ho ilm se mehkum to ghairat e Jibril” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Khudi ho ilm se mehkum to ghairat e Jibril
خودی ہو علم سے محکم تو غیرتِ جبریل
Agar ho ishq se mehkum to soor e Israfil
اگر ہو عشق سے محکم تو صورِ اسرافیل
Azab e danish e hazir se ba khabar hoon main
عذابِ دانشِ حاضر سے با خبر ہوں میں
Ke main is aag mein daala gaya hoon misl e Khalil
کہ میں اس آگ میں ڈالا گیا ہوں مثلِ خلیل
Fareeb khordah-e-manzil hai kaarwan warna
فریب خوردۂ منزل ہے کارواں ورنہ
Zyada raahat manzil se hai nashaat-e-rahil
زیادہ راحت منزل سے ہے نشاطِ رحیل
Nazar nahi to mere halqa-e-sukhan mein na baith
نظر نہیں تو مرے حلقۂ سخن میں نہ بیٹھ
Ke nuqta haye khudi hain misal e tegh e asil
کہ نکتہ ہائے خودی ہیں مثالِ تیغِ اصیل
Mujhe woh dars-e-firang aaj yaad aate hain
مجھے وہ درسِ فرنگ آج یاد آتے ہیں
Kahan huzoor ki luzat kahan hijab-e-daleel
کہاں حضور کی لذت کہاں حجابِ دلیل
Andheri shab hai juda apne qafle se hai tu
اندھیری شب ہے جدا اپنے قافلے سے ہے تو
Tere liye hai mera shola-e-nawa qandeel
ترے لیے ہے مرا شعلۂ نوا قندیل
Ghareeb o saada o rangin hai dastaan-e-haram
غریب و سادہ و رنگیں ہے داستانِ حرم
Nihayat is ki husain ibtada hai Ismaeel
نہایت اس کی حسین ابتدا ہے اسماعیل
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post