Hazar khauf ho lekin zaban ho dil ki rafiq
Hazar khauf ho lekin zaban ho dil ki rafiq, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Hazar khauf ho lekin zaban ho dil ki rafiq” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Hazar khauf ho lekin zaban ho dil ki rafiq” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Hazar khauf ho lekin zaban ho dil ki rafiq
ہزار خوف ہو لیکن زباں ہو دل کی رفیق
Yehi raha hai azal se qalandaron ka tariq
یہی رہا ہے ازل سے قلندروں کا طریق
Hujom kyun hai zyada sharab khane mein
ہجوم کیوں ہے زیادہ شراب خانے میں
Faqat yeh bat ke piri maghan hai mard e khaliq
فقط یہ بات کہ پیری مغاں ہے مردِ خلیق
Ilaj e zaʿf yaqin un se ho nahin sakta
علاجِ ضعف یقیں ان سے ہو نہیں سکتا
Garib agarche hain Razi ke nuqta haye daqiq
غریب اگرچہ ہیں رازیؔ کے نکتہ ہاے دقیق
Murid sada to ro ro ke ho gya naʾib
مرید سادہ تو رو رو کے ہو گیا نائب
Khuda kare ke mile Shaikh ko bhi yeh tawfiq
خدا کرے کہ ملے شیخ کو بھی یہ توفیق
Isi tilasm e kuhan mein asir hai aadam
اسی طلسمِ کہن میں اسیر ہے آدم
Bagal mein us ki hain ab tak butan e ahd e atiq
بغل میں اس کی ہیں اب تک بتانِ عہدِ عتیق
Mere liye to hai iqrar bal-lisan bhi bohat
مرے لیے تو ہے اقرار بااللساں بھی بہت
Hazar shukar ke mulla hai sahib e tasdiq
ہزار شکر کہ مُلّا ہے صاحبِ تصدیق
Agar ho ishq to hai kufar bhi muslimani
اگر ہو عشق تو ہے کفر بھی مسلمانی
Nah ho to mard e musliman bhi kafir o zindiq
نہ ہو تو مردِ مسلماں بھی کافر و زندیق
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post