Aalam e aab o khak o baad e sar ayaan hai to ke main
Aalam e aab o khak o baad e sar ayaan hai to ke main, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Aalam e aab o khak o baad e sar ayaan hai to ke main” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Aalam e aab o khak o baad e sar ayaan hai to ke main” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Aalam e aab o khak o baad e sar ayaan hai to ke main
عالمِ آب و خاک و بادِ سر عیاں ہے تو کہ میں
Wo jo nazar se hai nihaan uska jahaan hai to ke main
وہ جو نظر سے ہے نہاں اُس کا جہاں ہے تو کہ میں
Wo shab e dard o soz o gham kehte hain zindagi jise
وہ شبِ درد و سوز و غم کہتے ہیں زندگی جسے
Uski sahar hai to ke main uski azaan hai to ke main
اُس کی سحر ہے تو کہ میں اُس کی اذاں ہے تو کہ میں
Kis ki namood ke liye shaam o sahar hain garam seer
کس کی نمود کے لیے شام و سحر ہیں گرم سیر
Shana e rozgaar par naar giraan hai to ke main
شانۂ روزگار پر نار گراں ہے تو کہ میں
Tu kaf e khak o be basar main kaf e khak o khud nagar
تو کفِ خاک و بے بصر ، میں کفِ خاک و خود نگر
Kisht e wujood ke liye aab e rawan hai to ke main
کشتِ وجود کے لیے آبِ رواں ہے تو کہ میں
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post