Skip to content
Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye

Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye” ghazal. If you are looking for Allama  Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye Jo mushkil ab hai ya Rab phir wahi mushkil nah ban jaaye Na kar dein mujh ko majboor Nawa firdous mein hoorain Mera soz-e-daron phir garmi-e-mehfil nah ban jaaye Kabhi chori hui manzil bhi yaad aati hai raahi ko Khatak si hai jo sine mein gham-e-manzil nah ban jaaye Banaya ishq ne darya e naapida karaan mujh ko Yeh meri khud nigehdari mera saahil nah ban jaaye Kahin is aalam-e-be-rang o bu mein bhi talab meri Wohi afsana-e-danbala-e-mehmal nah ban jaaye Urooj-e-adam-e-khaaki se anjum sehme jaate hain Ke yeh toota hua tara meh kamil nah ban jaaye

Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye

پریشاں ہو کے میری خاک آخر دل نہ بن جائے

Jo mushkil ab hai ya Rab phir wahi mushkil nah ban jaaye

جو مشکل اب ہے یا رب پھر وہی مشکل نہ بن جائے

Na kar dein mujh ko majboor Nawa firdous mein hoorain

نہ کر دیں مجھ کو مجبور نوا فردوس میں حوریں

Mera soz-e-daron phir garmi-e-mehfil nah ban jaaye

مرا سوزِ دروں پھر گرمیِ محفل نہ بن جائے

Kabhi chori hui manzil bhi yaad aati hai raahi ko

کبھی چھوڑی ہوئی منزل بھی یاد آتی ہے راہی کو

Khatak si hai jo sine mein gham-e-manzil nah ban jaaye

کھٹک سی ہے جو سینے میں غمِ منزل نہ بن جائے

Banaya ishq ne darya e naapida karaan mujh ko

بنایا عشق نے دریائے ناپیدا کراں مجھ کو

Yeh meri khud nigehdari mera saahil nah ban jaaye

یہ میری خود نگہداری مرا ساحل نہ بن جائے

Kahin is aalam-e-be-rang o bu mein bhi talab meri

کہیں اِس عالمِ بے رنگ و بو میں بھی طلب میری

Wohi afsana-e-danbala-e-mehmal nah ban jaaye

وہی افسانۂ دنبالۂ محمل نہ بن جائے

Urooj-e-adam-e-khaaki se anjum sehme jaate hain

عروجِ آدمِ خاکی سے انجم سہمے جاتے ہیں

Ke yeh toota hua tara meh kamil nah ban jaaye

کہ یہ ٹوٹا ہوا تارا مہ کامل نہ بن جائے

Ahmad Khan
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!