Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye
Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Preshaan ho ke meri khak akhir dil nah ban jaaye
پریشاں ہو کے میری خاک آخر دل نہ بن جائے
Jo mushkil ab hai ya Rab phir wahi mushkil nah ban jaaye
جو مشکل اب ہے یا رب پھر وہی مشکل نہ بن جائے
Na kar dein mujh ko majboor Nawa firdous mein hoorain
نہ کر دیں مجھ کو مجبور نوا فردوس میں حوریں
Mera soz-e-daron phir garmi-e-mehfil nah ban jaaye
مرا سوزِ دروں پھر گرمیِ محفل نہ بن جائے
Kabhi chori hui manzil bhi yaad aati hai raahi ko
کبھی چھوڑی ہوئی منزل بھی یاد آتی ہے راہی کو
Khatak si hai jo sine mein gham-e-manzil nah ban jaaye
کھٹک سی ہے جو سینے میں غمِ منزل نہ بن جائے
Banaya ishq ne darya e naapida karaan mujh ko
بنایا عشق نے دریائے ناپیدا کراں مجھ کو
Yeh meri khud nigehdari mera saahil nah ban jaaye
یہ میری خود نگہداری مرا ساحل نہ بن جائے
Kahin is aalam-e-be-rang o bu mein bhi talab meri
کہیں اِس عالمِ بے رنگ و بو میں بھی طلب میری
Wohi afsana-e-danbala-e-mehmal nah ban jaaye
وہی افسانۂ دنبالۂ محمل نہ بن جائے
Urooj-e-adam-e-khaaki se anjum sehme jaate hain
عروجِ آدمِ خاکی سے انجم سہمے جاتے ہیں
Ke yeh toota hua tara meh kamil nah ban jaaye
کہ یہ ٹوٹا ہوا تارا مہ کامل نہ بن جائے
Ahmad Khan
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post