Skip to content
Gulzar hast o bood na bigana vaar dekh

Gulzar hast o bood na bigana vaar dekh, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Gulzar hast o bood na bigana vaar dekh” ghazal. If you are looking for Allama  Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ‘Gulzar hast o bood na bigana vaar dekh” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Allama Iqbal Best Poetry Allama Iqbal Sofi Poetry Allama Iqbal Love Poetry Gulzar hast o bood na bigana vaar dekh Hai dekhne ki cheez use baar baar dekh Aaya hai to jahan mein misal-e sharaar dekh Dam de na jaaye hasti-e na paaidaar dekh Mana ke teri deed ke qabil nahi hoon main To mera shoq dekh mera intezar dekh Kholi hain zauq-e deed ne aankhein teri agar Har rah guzar mein naqsh-e kaf-e paaye yaar dekh

Gulzar hast o bood na bigana vaar dekh

گلزار ہست و بود نہ بیگانہ وار دیکھ

Hai dekhne ki cheez use baar baar dekh

ہے دیکھنے کی چیز اسے بار بار دیکھ

Aaya hai to jahan mein misal-e sharaar dekh

آیا ہے تو جہاں میں مثالِ شرار دیکھ

Dam de na jaaye hasti-e na paaidaar dekh

دم دے نہ جائے ہستیٔ نا پائیدار دیکھ

Mana ke teri deed ke qabil nahi hoon main

مانا کہ تیری دید کے قابل نہیں ہوں میں

To mera shoq dekh mera intezar dekh

تو میرا شوق دیکھ مرا انتظار دیکھ

Kholi hain zauq-e deed ne aankhein teri agar

کھولی ہیں ذوقِ دید نے آنکھیں تری اگر

Har rah guzar mein naqsh-e kaf-e paaye yaar dekh

ہر رہ گزر میں نقشِ کفِ پائے یار دیکھ

Ahmad Khan
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!