Skip to content
Dil soz se khali hai nighah pak nahi hai

Dil soz se khali hai nighah pak nahi hai, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Dil soz se khali hai nighah pak nahi hai” ghazal. If you are looking for Allama  Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Dil soz se khali hai nighah pak nahi hai” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Dil soz se khali hai nighah pak nahi hai Phir is mein ajab kya ke tu be baak nahi hai Hai zauq-e-tajalli bhi is khak mein pinhan Ghaafil to nara sahib-e-idrak nahi hai Woh aankh ke hai sarmay-e-afrang se roshan Purkaar o sukhan saaz hai namnaak nahi hai Kya soofi o mulla ko khabar mere junoon ki Un ka sar-e-daman bhi abhi chaak nahi hai Kab tak rahe mahkume anjam mein meri khak Ya mein nahi ya gardish-e-aflaak nahi hai Bijli hoon nazar kooh o bayabaan pe hai meri Mere liye shayan khis o khashaak nahi hai Aalam hai sirf momin jaanbaaz ki miraas Momin nahi jo sahib-e-laulak nahi hai

Dil soz se khali hai nighah pak nahi hai

دل سوز سے خالی ہے نگہ پاک نہیں ہے

Phir is mein ajab kya ke tu be baak nahi hai

پھر اس میں عجب کیا کہ تو بے باک نہیں ہے

Hai zauq-e-tajalli bhi is khak mein pinhan

ہے ذوقِ تجلی بھی اسی خاک میں پنہاں

Ghaafil to nara sahib-e-idrak nahi hai

غافل تو نرا صاحبِ ادراک نہیں ہے

Woh aankh ke hai sarmay-e-afrang se roshan

وہ آنکھ کہ ہے سرمۂ افرنگ سے روشن

Purkaar o sukhan saaz hai namnaak nahi hai

پرکار و سخن ساز ہے نمناک نہیں ہے

Kya soofi o mulla ko khabar mere junoon ki

کیا صوفی و ملا کو خبر میرے جنوں کی

Un ka sar-e-daman bhi abhi chaak nahi hai

اُن کا سرِ دامن بھی ابھی چاک نہیں ہے

Kab tak rahe mahkume anjam mein meri khak

کب تک رہے محکومئ انجم میں مری خاک

Ya mein nahi ya gardish-e-aflaak nahi hai

یا میں نہیں یا گردشِ افلاک نہیں ہے

Bijli hoon nazar kooh o bayabaan pe hai meri

بجلی ہوں نظر کوہ و بیاباں پہ ہے میری

Mere liye shayan khis o khashaak nahi hai

میرے لیے شایاں خس و خاشاک نہیں ہے

Aalam hai sirf momin jaanbaaz ki miraas

عالم ہے فقط مومن جانباز کی میراث

Momin nahi jo sahib-e-laulak nahi hai

مومن نہیں جو صاحبِ لولاک نہیں ہے

Ahmad Khan
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!