Aflak se aata hai nalon ka jawab aakhir
Aflak se aata hai nalon ka jawab aakhir, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Aflak se aata hai nalon ka jawab aakhir” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Aflak se aata hai nalon ka jawab aakhir” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Aflak se aata hai nalon ka jawab aakhir
افلاک سے آتا ہے نالوں کا جواب آخر
Karte hain khitaab aakhir uthte hain hijab aakhir
کرتے ہیں خطاب آخر اُٹھتے ہیں حجاب آخر
Ahwal-e-mohabbat mein kuch farq nahi aisa
احوالِ محبت میں کچھ فرق نہیں ایسا
Soz-o-tab-o-taab awwal soz-o-tab-o-taab aakhir
سوز و تب و تاب اوّل سوز و تب و تاب آخر
Main tujh ko batata hoon taqdeer-e-umam kya hai
میں تجھ کو بتاتا ہوں تقدیرِ اُمم کیا ہے
Shamsheer-o-sanaan awwal Taos-o-rubaab aakhir
شمشیر و سناں اوّل طاؤس و رباب آخر
Mai khanah-e-Yorop ke dastoor niraale hain
مے خانۂ یورپ کے دستور نرالے ہیں
Laate hain saroor awwal dete hain sharaab aakhir
لاتے ہیں سرور اوّل دیتے ہیں شراب آخر
Kya dabdaba-e-nadir kya shaukat-e-Taimoori
کیا دبدبۂ نادر کیا شوکتِ تیموری
Ho jaate hain sab daftar gharq may naab aakhir
ہو جاتے ہیں سب دفتر غرق مے ناب آخر
Khalwat ki ghadi guzri jalwat ki ghadi aayi
خلوت کی گھڑی گزری جلوت کی گھڑی آئی
Chatne ko hai bijli se aaghosh-e-sahab aakhir
چھٹنے کو ہے بجلی سے آغوشِ سحاب آخر
Tha zabt bohat mushkil is sail-e-maani ka
تھا ضبط بہت مشکل اس سیلِ معانی کا
Keh daale Qalandar ne asrar-e-kitaab aakhir
کہہ ڈالے قلندر نے اسرارِ کتاب آخر
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post