Kabhi ae haqiqat-e-muntazir nazar aa libas-e-majaz mein
Kabhi ae haqiqat-e-muntazir nazar aa libas-e-majaz mein, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Kabhi ae haqiqat-e-muntazir nazar aa libas-e-majaz mein” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Kabhi ae haqiqat-e-muntazir nazar aa libas-e-majaz mein” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Kabhi ae haqiqat-e-muntazir nazar aa libas-e-majaz mein
کبھی اے حقیقتِ منتظر نظر آ لباسِ مجاز میں
Ke hazaaroon sajde tarap rahe hain meri jabeen-e-niyaaz mein
کہ ہزاروں سجدے تڑپ رہے ہیں مری جبینِ نیاز میں
Tarab ashnaaye khurosh ho to nawa hai mahram goosh ho
طرب آشنائے خروش ہو تو نوا ہے محرم گوش ہو
Woh sarood kya ke chhupa hua ho sukoot pardah-e-saaz mein
وہ سرود کیا کہ چھپا ہوا ہو سکوت پردۂ ساز میں
To bacha bacha ke nah rakh ise tera aaina hai woh aaina
تو بچا بچا کے نہ رکھ اِسے ترا آئنہ ہے وہ آئنہ
Ke shikasta ho to azeez tar hai nigaah-e-aaina saaz mein
کہ شکستہ ہو تو عزیز تر ہے نگاہِ آئنہ ساز میں
Dam toof karamak shama ne yeh kaha ke woh asar kehn
دم طوف کرمک شمع نے یہ کہا کہ وہ اثر کہن
Na teri hikayat-e-soz mein na meri hadith-e-gudaaz mein
نہ تری حکایتِ سوز میں نہ مری حدیثِ گداز میں
Na kahein jahaan mein imaan mili jo imaan mili to kahaan mili
نہ کہیں جہاں میں اماں ملی جو اماں ملی تو کہاں ملی
Mere jurm khana kharab ko tera 'afw banda nawaz mein
مرے جرم خانہ خراب کو ترے عفو بندہ نواز میں
Na woh ishq mein rahein garmiyan na woh husn mein rahein shaukiyan
نہ وہ عشق میں رہیں گرمیاں نہ وہ حسن میں رہیں شوخیاں
Na woh Ghaznavi mein tarap rahe na woh kham hai zulf-e-Ayyaz mein
نہ وہ غزنوی میں تڑپ رہی نہ وہ خم ہے زُلفِ ایاز میں
Jo mein sar ba sajda hua kabhi to zameen se aane lagi sada
جو میں سر بہ سجدہ ہوا کبھی تو زمیں سے آنے لگی صدا
Tera dil to hai sanam ashna tujhe kya milega namaaz mein
ترا دل تو ہے صنم آشنا تجھے کیا ملے گا نماز میں
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post