Skip to content
Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi

Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi , Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi” ghazal. If you are looking for Allama  Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Jab ishq sikhata hai aadab e khud aagahi

Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi

جب عشق سکھاتا ہے آدابِ خود آگاہی

Kholte hain ghulamon par asrar-e shahanshahi

کھلتے ہیں غلاموں پر اسرارِ شہنشاہی

Ataar ho Rumi ho Raazi ho Ghazali ho

عطارؔ ہو رومیؔ ہو رازیؔ ہو غزالیؔ ہو

Kuch haath nahi aata be aah sahargaahi

کچھ ہاتھ نہیں آتا بے آہ سحرگاہی

Noomeed na ho in se ae rahbar-e furzaana

نومید نہ ہو اِن سے اے رہبرِ فرزانہ

Kam kosh to hain lekin be zauq nahi raahi

کم کوش تو ہیں لیکن بے ذوق نہیں راہی

Ae taair-e lahooti us rizq se maut achi

اے طائرِ لاہوتی اُس رزق سے موت اچھی

Jis rizq se aati ho parwaz mein kotahi

جس رزق سے آتی ہو پرواز میں کوتاہی

Daara o Sikander se woh mard faqeer olaa

دارا و سکندر سے وہ مرد فقیر اولیٰ

Ho jis ki faqeeri mein boye asad ullahi

ہو جس کی فقیری میں بوئے اسد اللہٰی

Aa'ine e jawaan mardan haqgoi o bebaaki

آئینِ جواں مرداں حق گوئی و بیباکی

Allah ke sheron ko aati nahi robaahi

مقرر ظلم کی میعاد کر کےaاللہ کے شیروں کو آتی نہیں روباہی

Rimsha Ashraf
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!