Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi
Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi , Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Jab ishq sikhata hai adab-e khud aagahi
جب عشق سکھاتا ہے آدابِ خود آگاہی
Kholte hain ghulamon par asrar-e shahanshahi
کھلتے ہیں غلاموں پر اسرارِ شہنشاہی
Ataar ho Rumi ho Raazi ho Ghazali ho
عطارؔ ہو رومیؔ ہو رازیؔ ہو غزالیؔ ہو
Kuch haath nahi aata be aah sahargaahi
کچھ ہاتھ نہیں آتا بے آہ سحرگاہی
Noomeed na ho in se ae rahbar-e furzaana
نومید نہ ہو اِن سے اے رہبرِ فرزانہ
Kam kosh to hain lekin be zauq nahi raahi
کم کوش تو ہیں لیکن بے ذوق نہیں راہی
Ae taair-e lahooti us rizq se maut achi
اے طائرِ لاہوتی اُس رزق سے موت اچھی
Jis rizq se aati ho parwaz mein kotahi
جس رزق سے آتی ہو پرواز میں کوتاہی
Daara o Sikander se woh mard faqeer olaa
دارا و سکندر سے وہ مرد فقیر اولیٰ
Ho jis ki faqeeri mein boye asad ullahi
ہو جس کی فقیری میں بوئے اسد اللہٰی
Aa'ine e jawaan mardan haqgoi o bebaaki
آئینِ جواں مرداں حق گوئی و بیباکی
Allah ke sheron ko aati nahi robaahi
مقرر ظلم کی میعاد کر کےaاللہ کے شیروں کو آتی نہیں روباہی
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post