Skip to content
Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar

Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar” ghazal. If you are looking for Allama  Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Gaisu e tabdar ko aur bhi tabdar kar

Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar

گیسوئے تابدار کو اور بھی تابدار کر

Hosh o khird shikaar kar qalb o nazar shikaar kar

ہوش و خرد شکار کر قلب و نظر شکار کر

Ishq bhi ho hijab mein, hasan bhi ho hijab mein

عشق بھی ہو حجاب میں ، حسن بھی ہو حجاب میں

Ya to khud aashkaar ho ya mujhe aashkaar kar

یا تو خود آشکار ہو یا مجھے آشکار کر

To hai maheet bekaraan mein hoon zara si aab jo

تو ہے محیط بیکراں میں ہوں ذرا سی آب جو

Ya mujhe hamkinaar kar ya mujhe be-kinar kar

یا مجھے ہمکنار کر یا مجھے بے کنار کر

Main hoon sadaf to tere haath mere guhar ki aabroo

میں ہوں صدف تو تیرے ہاتھ میرے گہر کی آبرو

Main hoon khazaf to tu mujhe gohar-e shahwaar kar

میں ہوں خذف تو تو مجھے گوہرِ شاہوار کر

Naghma e no-bahar agar mere nasib mein nah ho

نغمۂ نوبہار اگر میرے نصیب میں نہ ہو

Is dam neem soz ko taairak-e bahaar kar

اس دم نیم سوز کو طائرک بہار کر

Baagh e bahaishat se mujhe hukm e safar diya tha kyun

باغِ بہشت سے مجھے حکمِ سفر دیا تھا کیوں

Kaare jahan daraaz hai ab mera intezaar kar

کارِ جہاں دراز ہے اب مرا انتظار کر

Roz-e hisaab jab mera paish ho daftar e amal

روزِ حساب جب مرا پیش ہو دفتر عمل

Aap bhi sharmsaar ho mujhko bhi sharmsaar kar

آپ بھی شرمسار ہو مجھ کو بھی شرمسار کر

Rimsha Ashraf
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!