Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar
Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
![Gaisu e tabdar ko aur bhi tabdar kar](https://serenityorganizationpk.com/wp-content/uploads/2024/02/Gaisu-e-tabdar-ko-aur-bhi-tabdar-kar-768x1219.jpg)
Gaisu e taabdaar ko aur bhi taabdaar kar
گیسوئے تابدار کو اور بھی تابدار کر
Hosh o khird shikaar kar qalb o nazar shikaar kar
ہوش و خرد شکار کر قلب و نظر شکار کر
Ishq bhi ho hijab mein, hasan bhi ho hijab mein
عشق بھی ہو حجاب میں ، حسن بھی ہو حجاب میں
Ya to khud aashkaar ho ya mujhe aashkaar kar
یا تو خود آشکار ہو یا مجھے آشکار کر
To hai maheet bekaraan mein hoon zara si aab jo
تو ہے محیط بیکراں میں ہوں ذرا سی آب جو
Ya mujhe hamkinaar kar ya mujhe be-kinar kar
یا مجھے ہمکنار کر یا مجھے بے کنار کر
Main hoon sadaf to tere haath mere guhar ki aabroo
میں ہوں صدف تو تیرے ہاتھ میرے گہر کی آبرو
Main hoon khazaf to tu mujhe gohar-e shahwaar kar
میں ہوں خذف تو تو مجھے گوہرِ شاہوار کر
Naghma e no-bahar agar mere nasib mein nah ho
نغمۂ نوبہار اگر میرے نصیب میں نہ ہو
Is dam neem soz ko taairak-e bahaar kar
اس دم نیم سوز کو طائرک بہار کر
Baagh e bahaishat se mujhe hukm e safar diya tha kyun
باغِ بہشت سے مجھے حکمِ سفر دیا تھا کیوں
Kaare jahan daraaz hai ab mera intezaar kar
کارِ جہاں دراز ہے اب مرا انتظار کر
Roz-e hisaab jab mera paish ho daftar e amal
روزِ حساب جب مرا پیش ہو دفتر عمل
Aap bhi sharmsaar ho mujhko bhi sharmsaar kar
آپ بھی شرمسار ہو مجھ کو بھی شرمسار کر
![](https://serenityorganizationpk.com/wp-content/uploads/ac_assets/review_box/avatar.jpg)
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post