Skip to content
Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi

Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi” ghazal. If you are looking for Allama  Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi Tera ilaaj nazar ke siwa kuch aur nahi Har ik muqam se aage muqam hai tera Hayat zauq-e-safar ke siwa kuch aur nahi Giraan baha hai to hifz-e-khudi se hai warna Gehar mein aab-e-gehar ke siwa kuch aur nahi Ragon mein gardish-e-khoon hai agar to kya hasil Hayat soz-e-jigar ke siwa kuch aur nahi Aroos lala munasib nahi hai mujh se hijab Ke mein naseem-e-sahar ke siwa kuch aur nahi Jise kasad samajhte hain tajiran-e-firang Woh shay mataa-e-hunar ke siwa kuch aur nahi Bara kareem hai Iqbal be-nawa lekin Ata-e-shola sharar ke siwa kuch aur nahi

Khird ke paas khabar ke siwa kuch aur nahi

خرد کے پاس خبر کے سوا کچھ اور نہیں

Tera ilaaj nazar ke siwa kuch aur nahi

ترا علاج نظر کے سوا کچھ اور نہیں

Har ik muqam se aage muqam hai tera

ہر اک مقام سے آگے مقام ہے تیرا

Hayat zauq-e-safar ke siwa kuch aur nahi

حیات ذوقِ سفر کے سوا کچھ اور نہیں

Giraan baha hai to hifz-e-khudi se hai warna

گراں بہا ہے تو حفظ خودی سے ہے ورنہ

Gehar mein aab-e-gehar ke siwa kuch aur nahi

گہر میں آبِ گہر کے سوا کچھ اور نہیں

Ragon mein gardish-e-khoon hai agar to kya hasil

رگوں میں گردشِ خوں ہے اگر تو کیا حاصل

Hayat soz-e-jigar ke siwa kuch aur nahi

حیات سوزِ جگر کے سوا کچھ اور نہیں

Aroos lala munasib nahi hai mujh se hijab

عروس لالہ مناسب نہیں ہے مجھ سے حجاب

Ke mein naseem-e-sahar ke siwa kuch aur nahi

کہ میں نسیمِ سحر کے سوا کچھ اور نہیں

Jise kasad samajhte hain tajiran-e-firang

جسے کساد سمجھتے ہیں تاجرانِ فرنگ

Woh shay mataa-e-hunar ke siwa kuch aur nahi

وہ شے متاعِ ہنر کے سوا کچھ اور نہیں

Bara kareem hai Iqbal be-nawa lekin

بڑا کریم ہے اقبال بے نوا لیکن

Ata-e-shola sharar ke siwa kuch aur nahi

عطائے شعلہ شرر کے سوا کچھ اور نہیں

Rimsha Ashraf
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!