Skip to content
Nigah e faqar mein shan e sikandari kya hai

Nigah e faqar mein shan e sikandari kya hai, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal

This post provides ”Nigah e faqar mein shan e sikandari kya hai” ghazal. If you are looking for Allama  Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Nigah e faqar mein shan e sikandari kya hai” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.

Nigah e faqar mein shan e sikandari kya hai

Nigah e faqar mein shan e sikandari kya hai

نگاہِ فقر میں شانِ سکندری کیا ہے

Kharaj ki jo gada ho woh qaisari kya hai

خراج کی جو گدا ہو وہ قیصری کیا ہے

Buton se tujh ko umeedain khuda se noomeedi

بتوں سے تجھ کو اُمیدیں خدا سے نومیدی

Mujhe bata to sahi aur kafri kya hai

مجھے بتا تو سہی اور کافری کیا ہے

Falak ne un ko ata ki hai khwajagi ke jinhein

فلک نے اُن کو عطا کی ہے خواجگی کہ جنہیں

Khabar nahi roosh e banda parwari kya hai

خبر نہیں روشِ بندہ پروری کیا ہے

Faqat nigah se hota hai faisla dil ka

بدنaفقط نگاہ سے ہوتا ہے فیصلہ دل کا میرا چھوا تھا اُس نے لیکن

Na ho nigah mein shokhi to dilbari kya hai

نہ ہو نگاہ میں شوخی تو دلبری کیا ہے

Isi khata se itaab mulook hai mujh par

اسی خطا سے عتاب ملوک ہے مجھ پر

Ke jaanta hoon maal sikandari kya hai

کہ جانتا ہوں مآل سکندری کیا ہے

Kise nahi hai tamanna e sarwari lekin

کسے نہیں ہے تمنائے سروری لیکن

Khudi ki maut ho jis mein woh sarwari kya hai

خودی کی موت ہو جس میں وہ سروری کیا ہے

Khush aagyi hai jahan ko qalandari meri

خوش آ گئی ہے جہاں کو قلندری میری

Wagarna shair mera kya hai shayari kya hai

وگرنہ شعر مرا کیا ہے شاعری کیا ہے

Rimsha Ashraf
Web Creator

Hi ! Peace Be Upon You All. 

I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!