Khurd mandon se kya poochon ke meri ibteda kya hai
Khurd mandon se kya poochon ke meri ibteda kya hai, Allama Iqbal Ki Urdu Ghazal
- Urdu Poetry
- Allama Iqbal
- Bait Bazi
- Urdu Ghazals
This post provides ”Khurd mandon se kya poochon ke meri ibteda kya hai” ghazal. If you are looking for Allama Muhammad Iqbal’s Urdu poetries or ghazals, then you are at a right place. You will enjoy this post ”Khurd mandon se kya poochon ke meri ibteda kya hai” which is a beautiful ghazal of Allama Muhammad Iqbal. This post contains a picture of the written ghazal and also ghazal in typed form in urdu and roman with its tashreeh.
Khurd mandon se kya poochon ke meri ibteda kya hai
خرد مندوں سے کیا پوچھوں کہ میری ابتدا کیا ہے
Ke main is fikr mein rehta hoon meri intiha kya hai
کہ میں اس فکر میں رہتا ہوں میری انتہا کیا ہے
Khudi ko kar buland itna ke har taqdeer se pehle
خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے
Khuda bande se khud pooche bata teri raza kya hai
خدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے
Maqam-e-guftagu kya hai agar main kimiya gar hoon
مقامِ گفتگو کیا ہے اگر میں کیمیا گر ہوں
Yehi soz-e-nafs hai aur meri kimiya kya hai
یہی سوزِ نفس ہے اور میری کیمیا کیا ہے
Nazar aaye mujhe taqdeer ki gehrayain is mein
نظر آئیں مجھے تقدیر کی گہرائیاں اس میں
Na pooch ae humnasheen mujhse woh chashm-e-sarma sa kya hai
نہ پوچھ اے ہم نشیں مجھ سے وہ چشمِ سرمہ سا کیا ہے
Agar hota woh majzub-e-firangi is zamane mein
اگر ہوتا وہ مجذوبِ فرنگی اِس زمانے میں
To Iqbal use samajhata maqam-e-kibriya kya hai
تو اقبالؔ اُس کو سمجھاتا مقامِ کبریا کیا ہے
Nava-e-subh gahi ne jigar khoon kar diya mera
نوائے صبح گاہی نے جگر خوں کر دیا میرا
Khudaya jis khata ki yeh saza hai woh khata kya hai
خدایا جس خطا کی یہ سزا ہے وہ خطا کیا ہے
Rimsha Ashraf
Web Creator
Hi ! Peace Be Upon You All.
I am a Student, a Content Writer and a Website Developer. I am a part of the Serenity Organization. I am working to provide you the best piece of literature. I hope you would like this post.
Thank you for your consideration!
- Previous Post
- Next Post